Skip to main content

Tutey.. tutey song Lyrics

Tutey.. tutey song lyrics

Tutey.. tutey song - Sukhvinder Singh Lyrics

Terii yaad mein doobe doobe hum
Dil haai dhuaan zinda hain kum
Tutey.. tutey.. tutey..

Teri yaad mein doobe doobe hum
Dil hai dhuaan zinda hain kam
Pyaar mein, bar mein, maar main
Tutey.. tutey.. tutey..
Tutey.. tutey.. tutey..

Tu chain mera do nain mere
Tu jaag meri, tu raina thi.. hey..
Hey.. tutey.. tutey.. tutey.

Tu chain mera do nain mere
Tu jaag meri, tu raina thi
Din ka sitaara ban gayi
Kismat syahi se rang gayi

Din ka sitaara banke
Kismat syahi se rang ke
Ishq kiya tune dagaa aaha, aaha
Aa chhalni hai rooh..
Chhalni hai rooh, choor choor hum
Khudse huve door door hum
Pyaar mein haaye, haar mein haaye, haar ke..
Toote.. toote.. toote..

Dushmani ki khudi se khwahish hai
Duniya laage najaayaz hai…
Hey.. Tutey.. tutey..

Dushmani ki khudi se khwahish hai
Duniya laage najaayaz hai
Beparwaah, bekaabu se
Paagalpan, behaali se
Beparwaah, bekaabu se
Paagalpan, behaali se
Karne chala sab kuchh tabaah
Teri chaah mein zaar-zaar hum
Karne chale aar-paar hum
Pyaar mein, faar mein, saans mein
Tuttey.. tutey.. tutey..

Pyaar mein haaye
Faar mein haaye
Maar mein.. tute…
Tutey.. tutey.. tutey..
Tutey… ae.. ae ae…


Comments

Popular posts from this blog

O AASHIQA LYRICS

O AASHIQA LYRICS - Shashwat Singh L Singer Shashwat Singh Music A.R.Rahman Song Writer Navneet Virk Oo.. ashiqa tune kya dil diya Dil lene ke liye hi dil diya Phoolon ki chaahat mein amrit piya Toh kya piya, o pyaseya Oo. jiya, tu jiya, tu jiya Agar aise toh yaara kya jiya O jiya, tu jiya, tu jiya Hisaabo mein yaara kya jiya Kii sabke Khuda se bas apni duaa Ye kaisi duaa ki, o jogiya Gira ke iMaan banaya mahal Toh kya banaya o karigara O jiya, tu jiya, tu jiya Agar aise toh yaara kya jiya O jiya, tu jiya, tu jiya Hisaabo mein yaara kya jiya Khuda ki koi ishq ki kahe Baat koi Maa ki keh na sake Kya bole Kabira, kya Bullah kahe Maana mile toh Khuda naa mile O jiya, tu jiya, tu jiya Agar aise toh yaara kya jiya O jiya, tu jiya, tu jiya Hisaabo mein yaara kya jiya O jiya, tu jiya, tu jiya Agar aise toh yaara kya jiya O jiya, tu jiya, tu jiya Hisaabo mein yaara kya jiya O... O Maa kaise pukaarun Kaise karz chukaaun Tera diya, kaha...

Bawara Mann

Bawara Mann Lyrics Singer Jubin Nautiyal and Neeti Mohan Music Chirrantan Bhatt Song Writer Junaid wasi Baawara mann raah taake tarse re Naaina bhi malhaar banke barse re (2) Aadhe se adhoore se Bin tere hum huve Pheka lage hai mujhko saara jahaan Bawara mann raah taake tarse re Naina bhi malhaar banke barse re Yeh kaisi khushi hai Jo maum si hai Aankhon ke raste hanske pighalne lagi Mannat ke dhaage aise hain baandhe Toote na rishta judke tujhse kabhi Toote na rishta judke tujhse kabhi Sau balaaye le gaya tu sar se re Naina ye malhaar banke barse re Main kagaz ki kashti Tu baarish ka paani Aisa hai tujhse ab ye rishta mera Tu hai toh main hoon Tu aaye beh loon Aadhi hai duniya meri tere bina Aadhi hai duniya meri tere bina Jee uthi sau baar tujhpe marke re Naina ye malhaar banke barse re Bawara mann raah taake tarse re Naina ye malhaar banke barse re

Kun Faya Kun Rockstar

  Kun Faya Kun Rockstar lyrics - Lyrics Singer A.R. Rahman, Javed Ali, Mohit Chauhan Music A.R.RAHMAN Song Writer Irshaad Kamil Yaa Nizam uddin Aauliya, Ya Nizamuddin Salqa Kaadam Badhaa Le, Hadon Ko Mitaa Le, Aaja Khaalipan Mein Pee Ka Ghar Tera, Tere Bin Khaali Aaja, Khalipan Mein Tere Bin Khaali Aaja, Khalipan Mein Oooo... Oooo... Oooo... Oooo... Oooo... Rangreza Rangreza Rangrezaa... Ho... Rang-Rezaaaa... Kun Faya Kun Kun Faya Kun Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun Kun Faya Kun Kun Faya Kun Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun Jab Kahin Pe Kuch Nahi Bhi Nahi Tha Wahi Tha Wahi Tha Wahi Tha Wahi Tha Jab Kahin Pe Kuch Nahi Bhi Nahi Tha Wahi Tha Wahi Tha Wahi Tha Wahi Tha Woh Jo Mujh Mein Samaya Woh Jo Tujh Mein Samaya Maula Wahi Wahi Maaya Woh Jo Mujh Mein Samaya Woh Jo Tujh Mein Samaya Maula Wahi Wahi Maaya Kun Faya Kun Kun Faya Kun Sadaqallahul-Alliyul-Azeem Rangreza Rang Mera Tan Mera Man, Le Le Rangaayi Chaahe Tan Chaahe...