Bekhayali Lyrics
Singer | Sachet Tandon, Sachet-Parampara |
Music | Sachet-Parampara |
Song Writer | Irshad Kamil |
Bekhayali Me Bhi Tera Hi Khayal Aye
Kyuo Bishadna Hai Zaruri Ye Sawal Aye,
Teri Nazdikiyon Ki Khushi Be-hisaab Thi,
Hissay Mein Faasle Bhi Tere Be-misaal Aaye,
Main Jo Tumse Door Hu,
Kyun Door Main Rahun,
Tera Guroor Hoon,
Aa Tu Fasla Mitaa,
Tu Khwaab Sa Milaa,
Kyun Khwaab Torh Du.
Bekhayali Mein Bhi Tera Hi Khayaal Aye,
Kyun Judaai De Gaya Tu, Ye Sawaal Aye,
Thoda Sa Main Khafaa Ho Gaya Apnay Aap Se,
Thoda Sa Tujhpay Bhi Bewajah Hi Malaal Aye.
Hai Yeh Tadpan, Hai Yeh Uljhan,
Kaisay Jee Lu Bina Tere,
Meri Ab Sab Se Hai Anban,
Ban te Kyoon Ye Khuda Meray.
Ye Jo Log Baagh Hain,
Jungle Ki Aag Hain,
Kyun Aag Mein Jalun,
Ye Nakaam Pyar Mein,
Khush Hain Haar Mein,
In Jaisa Kyun Banun.
Raatein Dengi Bata,
Neendon Mein Teri Hi Baat Hai,
Bhoolun Kaise Tujhe,
Tu Toh Khayalon Mein Saath Hai.
Bekhayali Mein Bhi Tera Hi Khayaal Aaye,
Kyun Bichhadna Hai Zaroori Ye Sawaal Aaye,
Nazar Ke Aage Ik Manzar,
Ret Ki Tarah Bikhar Raha Hai,
Dard Tumhaara Badan Mein Mere,
Zeher Ki Tarah Utar Raha Hai.
Nazar Ke Aage Ik Manzar,
Ret Ki Tarah Bikhar Raha Hai,
Dard Tumhaara Badan Mein Mere,
Zeher Ki Tarah Utar Raha Hai.
Aa Zamane Aazma Le Roothta Nahi,
Faslon Se Hausla Ye Toot ta Nahi,
Na Hai Woh Bewafa Aur Na Main Hu Bewafa,
Wo Meri Aadaton Ki Tarah Shoot ta Nahi.
Comments
Post a Comment
please do not enter any spam link in the comment box