Skip to main content

Posts

Showing posts from September, 2020

Chale Aana - Armaan Malik Lyrics

  Chale Aana - Armaan Malik Lyrics Singer Armaan Malik Music Amaal Mallik Song Writer Kunaal Verma Juda hum ho gaye maana Magar yeh jaan lo jaana Juda hum ho gaye maana Magar yeh jaan lo jaana Kabhii main yaad aaun toh Chale aana, chale aana Tumhe main bhul jaaunga Yeh baatein dil mein na laana Kabhi main yaad aaun toh Chale aana, chale aana Tha kaun mera, ek tu hi tha Saanson se zyada jo zaroori tha Tere liye main kuch nahi lekin Mere liye tu mera sab kuch tha Nahi jaana bhula kar ke Yeh baatein tum hi kehte the Rahi khushiyan nahin meri Ke tum bhi waqt jaise the Yahin tak tha safar apna Tumhe hai laut kar jaana Kabhi main yaad aaun toh Chale aana, chale aana Na ra, na ra Chale aana, chale aana...