Skip to main content

Lehraya Tiranga

Lehraye Tiranga - Sonu nigam Lyrics

Singer Sonu nigam
Music Raj Kamal
Song Writer Musicmatch

Lehraya Tiranga


Lehraya Tiranga Man Ke Himalay Se

Utri Hai Naye Ujaale Ki Ganga

Lehraya Tiranga


Aaj Hum Roshan Karenge

Prem Ke Lakhon Diye

Aaj Se Hum Sab Rahenge

Pyar Ka Amrit Piye



Aaj Se Hum Sab Jiyenge

Ek Duje Ke Liye

Kasam Khate Hain Yeh Hum

Hamesha Hi Rahega

Jo Hoga Aaj Sangam

Kasam Khate Hain Yeh Hum

Aaj Hum Roshan Karenge…



Aaj Se Har Daal Par

Kaliyaan Khilengi Pyar Ki

Aaj Se Hogi Dilon Mein

Baat Is Iqraar Ki

Aaj Se Deewar Nafrat Ki

Na Uthne Payegi

Aaj Se Bas Aawaz Yahi Aayegi

Aaj Hum Roshan Karenge…



Aaj Se Aane Na Denge

Hum Dilon Mein Dooriyaan

Aaj Se Humko Mitane Hain

Gham Aur Majbooriyaan

Aaj Se Layenge Har

Jeevan Mein Ik Muskaan Hum

Aaj Se Aisa Banayenge

Yeh Hindustan Hum

Aaj Hum Roshan Karenge…



Comments

Popular posts from this blog

O AASHIQA LYRICS

O AASHIQA LYRICS - Shashwat Singh L Singer Shashwat Singh Music A.R.Rahman Song Writer Navneet Virk Oo.. ashiqa tune kya dil diya Dil lene ke liye hi dil diya Phoolon ki chaahat mein amrit piya Toh kya piya, o pyaseya Oo. jiya, tu jiya, tu jiya Agar aise toh yaara kya jiya O jiya, tu jiya, tu jiya Hisaabo mein yaara kya jiya Kii sabke Khuda se bas apni duaa Ye kaisi duaa ki, o jogiya Gira ke iMaan banaya mahal Toh kya banaya o karigara O jiya, tu jiya, tu jiya Agar aise toh yaara kya jiya O jiya, tu jiya, tu jiya Hisaabo mein yaara kya jiya Khuda ki koi ishq ki kahe Baat koi Maa ki keh na sake Kya bole Kabira, kya Bullah kahe Maana mile toh Khuda naa mile O jiya, tu jiya, tu jiya Agar aise toh yaara kya jiya O jiya, tu jiya, tu jiya Hisaabo mein yaara kya jiya O jiya, tu jiya, tu jiya Agar aise toh yaara kya jiya O jiya, tu jiya, tu jiya Hisaabo mein yaara kya jiya O... O Maa kaise pukaarun Kaise karz chukaaun Tera diya, kaha...

Bawara Mann

Bawara Mann Lyrics Singer Jubin Nautiyal and Neeti Mohan Music Chirrantan Bhatt Song Writer Junaid wasi Baawara mann raah taake tarse re Naaina bhi malhaar banke barse re (2) Aadhe se adhoore se Bin tere hum huve Pheka lage hai mujhko saara jahaan Bawara mann raah taake tarse re Naina bhi malhaar banke barse re Yeh kaisi khushi hai Jo maum si hai Aankhon ke raste hanske pighalne lagi Mannat ke dhaage aise hain baandhe Toote na rishta judke tujhse kabhi Toote na rishta judke tujhse kabhi Sau balaaye le gaya tu sar se re Naina ye malhaar banke barse re Main kagaz ki kashti Tu baarish ka paani Aisa hai tujhse ab ye rishta mera Tu hai toh main hoon Tu aaye beh loon Aadhi hai duniya meri tere bina Aadhi hai duniya meri tere bina Jee uthi sau baar tujhpe marke re Naina ye malhaar banke barse re Bawara mann raah taake tarse re Naina ye malhaar banke barse re

Kun Faya Kun Rockstar

  Kun Faya Kun Rockstar lyrics - Lyrics Singer A.R. Rahman, Javed Ali, Mohit Chauhan Music A.R.RAHMAN Song Writer Irshaad Kamil Yaa Nizam uddin Aauliya, Ya Nizamuddin Salqa Kaadam Badhaa Le, Hadon Ko Mitaa Le, Aaja Khaalipan Mein Pee Ka Ghar Tera, Tere Bin Khaali Aaja, Khalipan Mein Tere Bin Khaali Aaja, Khalipan Mein Oooo... Oooo... Oooo... Oooo... Oooo... Rangreza Rangreza Rangrezaa... Ho... Rang-Rezaaaa... Kun Faya Kun Kun Faya Kun Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun Kun Faya Kun Kun Faya Kun Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun Jab Kahin Pe Kuch Nahi Bhi Nahi Tha Wahi Tha Wahi Tha Wahi Tha Wahi Tha Jab Kahin Pe Kuch Nahi Bhi Nahi Tha Wahi Tha Wahi Tha Wahi Tha Wahi Tha Woh Jo Mujh Mein Samaya Woh Jo Tujh Mein Samaya Maula Wahi Wahi Maaya Woh Jo Mujh Mein Samaya Woh Jo Tujh Mein Samaya Maula Wahi Wahi Maaya Kun Faya Kun Kun Faya Kun Sadaqallahul-Alliyul-Azeem Rangreza Rang Mera Tan Mera Man, Le Le Rangaayi Chaahe Tan Chaahe...