Skip to main content

Bawara Mann

Bawara Mann Lyrics

Singer Jubin Nautiyal and Neeti Mohan
Music Chirrantan Bhatt
Song Writer Junaid wasi

Bawara Mann - Jubin Nautiyal and Neeti Mohan Lyrics

Baawara mann raah taake tarse re
Naaina bhi malhaar banke barse re (2)
Aadhe se adhoore se
Bin tere hum huve
Pheka lage hai mujhko saara jahaan
Bawara mann raah taake tarse re
Naina bhi malhaar banke barse re
Yeh kaisi khushi hai
Jo maum si hai

Aankhon ke raste hanske pighalne lagi
Mannat ke dhaage aise hain baandhe
Toote na rishta judke tujhse kabhi
Toote na rishta judke tujhse kabhi
Sau balaaye le gaya tu sar se re
Naina ye malhaar banke barse re

Main kagaz ki kashti
Tu baarish ka paani
Aisa hai tujhse ab ye rishta mera
Tu hai toh main hoon
Tu aaye beh loon

Aadhi hai duniya meri tere bina
Aadhi hai duniya meri tere bina
Jee uthi sau baar tujhpe marke re
Naina ye malhaar banke barse re
Bawara mann raah taake tarse re
Naina ye malhaar banke barse re



Comments

Popular posts from this blog

O AASHIQA LYRICS

O AASHIQA LYRICS - Shashwat Singh L Singer Shashwat Singh Music A.R.Rahman Song Writer Navneet Virk Oo.. ashiqa tune kya dil diya Dil lene ke liye hi dil diya Phoolon ki chaahat mein amrit piya Toh kya piya, o pyaseya Oo. jiya, tu jiya, tu jiya Agar aise toh yaara kya jiya O jiya, tu jiya, tu jiya Hisaabo mein yaara kya jiya Kii sabke Khuda se bas apni duaa Ye kaisi duaa ki, o jogiya Gira ke iMaan banaya mahal Toh kya banaya o karigara O jiya, tu jiya, tu jiya Agar aise toh yaara kya jiya O jiya, tu jiya, tu jiya Hisaabo mein yaara kya jiya Khuda ki koi ishq ki kahe Baat koi Maa ki keh na sake Kya bole Kabira, kya Bullah kahe Maana mile toh Khuda naa mile O jiya, tu jiya, tu jiya Agar aise toh yaara kya jiya O jiya, tu jiya, tu jiya Hisaabo mein yaara kya jiya O jiya, tu jiya, tu jiya Agar aise toh yaara kya jiya O jiya, tu jiya, tu jiya Hisaabo mein yaara kya jiya O... O Maa kaise pukaarun Kaise karz chukaaun Tera diya, kaha...

Kun Faya Kun Rockstar

  Kun Faya Kun Rockstar lyrics - Lyrics Singer A.R. Rahman, Javed Ali, Mohit Chauhan Music A.R.RAHMAN Song Writer Irshaad Kamil Yaa Nizam uddin Aauliya, Ya Nizamuddin Salqa Kaadam Badhaa Le, Hadon Ko Mitaa Le, Aaja Khaalipan Mein Pee Ka Ghar Tera, Tere Bin Khaali Aaja, Khalipan Mein Tere Bin Khaali Aaja, Khalipan Mein Oooo... Oooo... Oooo... Oooo... Oooo... Rangreza Rangreza Rangrezaa... Ho... Rang-Rezaaaa... Kun Faya Kun Kun Faya Kun Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun Kun Faya Kun Kun Faya Kun Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun Jab Kahin Pe Kuch Nahi Bhi Nahi Tha Wahi Tha Wahi Tha Wahi Tha Wahi Tha Jab Kahin Pe Kuch Nahi Bhi Nahi Tha Wahi Tha Wahi Tha Wahi Tha Wahi Tha Woh Jo Mujh Mein Samaya Woh Jo Tujh Mein Samaya Maula Wahi Wahi Maaya Woh Jo Mujh Mein Samaya Woh Jo Tujh Mein Samaya Maula Wahi Wahi Maaya Kun Faya Kun Kun Faya Kun Sadaqallahul-Alliyul-Azeem Rangreza Rang Mera Tan Mera Man, Le Le Rangaayi Chaahe Tan Chaahe...