Skip to main content

O AASHIQA LYRICS

O AASHIQA LYRICS - Shashwat Singh L

Singer Shashwat Singh
Music A.R.Rahman
Song Writer Navneet Virk

O AASHIQA LYRICS


Oo.. ashiqa tune kya dil diya
Dil lene ke liye hi dil diya
Phoolon ki chaahat mein amrit piya
Toh kya piya, o pyaseya


Oo. jiya, tu jiya, tu jiya
Agar aise toh yaara kya jiya
O jiya, tu jiya, tu jiya
Hisaabo mein yaara kya jiya

Kii sabke Khuda se bas apni duaa
Ye kaisi duaa ki, o jogiya
Gira ke iMaan banaya mahal
Toh kya banaya o karigara

O jiya, tu jiya, tu jiya
Agar aise toh yaara kya jiya
O jiya, tu jiya, tu jiya
Hisaabo mein yaara kya jiya

Khuda ki koi ishq ki kahe
Baat koi Maa ki keh na sake
Kya bole Kabira, kya Bullah kahe
Maana mile toh Khuda naa mile

O jiya, tu jiya, tu jiya
Agar aise toh yaara kya jiya
O jiya, tu jiya, tu jiya
Hisaabo mein yaara kya jiya

O jiya, tu jiya, tu jiya
Agar aise toh yaara kya jiya
O jiya, tu jiya, tu jiya
Hisaabo mein yaara kya jiya

O...

O Maa kaise pukaarun
Kaise karz chukaaun
Tera diya, kaha bhi na jaaye
Tere sadke, jaan bhi meri jaaye
Khwaab tere, mere dil mein dhadke
O Maa, Rab ki saari duaayein barse

Maa..

O ashiqa tune kya dil diya
Dil lene ke liye hi dil diya
Phoolon ki chaahat mein amrit piya
Toh kya piya, o pyaseya

Jiyaa, tu jiya, tu jiya
Agar aise toh yaara kya jiya
Jiya, tu jiya, tu jiya
Hisaabo mein yaara kya jiya

Jiya, tu jiya, tu jiya
Agar aise toh yaara kya jiya
Jiya, tu jiya, tu jiya
Hisaabo mein yaara kya jiya..



Comments

Popular posts from this blog

Bawara Mann

Bawara Mann Lyrics Singer Jubin Nautiyal and Neeti Mohan Music Chirrantan Bhatt Song Writer Junaid wasi Baawara mann raah taake tarse re Naaina bhi malhaar banke barse re (2) Aadhe se adhoore se Bin tere hum huve Pheka lage hai mujhko saara jahaan Bawara mann raah taake tarse re Naina bhi malhaar banke barse re Yeh kaisi khushi hai Jo maum si hai Aankhon ke raste hanske pighalne lagi Mannat ke dhaage aise hain baandhe Toote na rishta judke tujhse kabhi Toote na rishta judke tujhse kabhi Sau balaaye le gaya tu sar se re Naina ye malhaar banke barse re Main kagaz ki kashti Tu baarish ka paani Aisa hai tujhse ab ye rishta mera Tu hai toh main hoon Tu aaye beh loon Aadhi hai duniya meri tere bina Aadhi hai duniya meri tere bina Jee uthi sau baar tujhpe marke re Naina ye malhaar banke barse re Bawara mann raah taake tarse re Naina ye malhaar banke barse re

Kun Faya Kun Rockstar

  Kun Faya Kun Rockstar lyrics - Lyrics Singer A.R. Rahman, Javed Ali, Mohit Chauhan Music A.R.RAHMAN Song Writer Irshaad Kamil Yaa Nizam uddin Aauliya, Ya Nizamuddin Salqa Kaadam Badhaa Le, Hadon Ko Mitaa Le, Aaja Khaalipan Mein Pee Ka Ghar Tera, Tere Bin Khaali Aaja, Khalipan Mein Tere Bin Khaali Aaja, Khalipan Mein Oooo... Oooo... Oooo... Oooo... Oooo... Rangreza Rangreza Rangrezaa... Ho... Rang-Rezaaaa... Kun Faya Kun Kun Faya Kun Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun Kun Faya Kun Kun Faya Kun Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun Jab Kahin Pe Kuch Nahi Bhi Nahi Tha Wahi Tha Wahi Tha Wahi Tha Wahi Tha Jab Kahin Pe Kuch Nahi Bhi Nahi Tha Wahi Tha Wahi Tha Wahi Tha Wahi Tha Woh Jo Mujh Mein Samaya Woh Jo Tujh Mein Samaya Maula Wahi Wahi Maaya Woh Jo Mujh Mein Samaya Woh Jo Tujh Mein Samaya Maula Wahi Wahi Maaya Kun Faya Kun Kun Faya Kun Sadaqallahul-Alliyul-Azeem Rangreza Rang Mera Tan Mera Man, Le Le Rangaayi Chaahe Tan Chaahe...