Skip to main content

KHAIRIYAT PUCHO - Arijit Singh Lyrics

KHAIRIYAT PUCHO - Arijit Singh Lyrics


Singer Arijit Singh
Music Pritam
Song Writer Amitabh Bhattacharya


KHAIRIYAT PUCHO - Arijit Singh Lyrics

                              KHAIRIYAT PUCHO -Lyrics

Khairiyat pucho, 
kabhi to kaifiyat pucho
Tumhare bin deewane ka kya haal hai
Dil mera dekho, na meri haisiyat pucho
Tere bin ek din jaise sau saal hai

Anjaam hai tay mera Hona tumhe hai mera
Jitni bhi hon dooriyan filhaal hain
Yeh dooriyaan filhaal hain Ho...
Khairiyat pucho, kabhi to kaifiyat pucho
Tumhare bin deewane ka kya haal hai
Dil mera dekho, na meri haisiyat pucho
Tere bin ek din jaise sau saal hai

Tumhari tasveer ke sahaare mausam kayi guzaare
Mausami na samjho par ishq ko humaare
Nazron ke saamne main aata nahi tumhare
Magar rehte ho har pal manzar me tum humare
Agar ishq se hai mila Phir dard se kya gila
Iss dard mein zindagi khush haal hai …



Comments

Popular posts from this blog

Main Tumhara Song From Dil Bechara

Main Tumhara- Dil Bechara (Hriday Gattani Jonita Gandhi)  Singer Hriday Gattani, Jonita Gandhi Music A.R.Rahman Writer  Amitabh Bhattacharya Lyrics Main Tumhara Lyrics Tum na huey mere toh kya Hmm.. Tum na huey mere toh kya Main tumhara, main tumhara, main tumhara raha Mere chanda main tumhara sitaara raha Rishta raha bas rait ka Aye samandar main tumhara kinaara raha Main tumhara, main tumhara, tumhara raha Tum na huey mere toh kya Tu hi pehli guzarish, hasrat bhi tu aakhiri Maahi mere naseeh marzi bata kya teri Main tumhara, main tumhara, main tumhara raha Mere chanda main tumhara sitaara raha Main jaadon ke mahine ki tarah Aur tum ho Pashmine ki tarah Main deewaron ki tarah hoon Tum jaise ho dareecha Main bageecha jo tumne seencha Tum na huey mere toh kya Hmm.. Tum na huey mere toh kya Main tumhara, main tumhara, main tumhara raha Mere chanda main tumhara sitaara raha Rishta raha bas rait ka Aye samandar main tumhara k...

Tum Toh Rahogi Meri

Tum Toh Rahogi Meri lyrics - Arijit Singh Lyrics Singer Arijit Singh Music Pritam Song Writer Irshad Kamil Haan tum ho Naa tum ho Tum ho khamoshi meri Chaahe bolo ya na bolo Tum toh rahogi meri Tum toh rahogi meri Tum toh rahogi meri Hmm... Mere raaste ko tum churaake Ab raah mein apni mila do Jahaan mil sake saaya tumhaara Wahin saath mein thodi jagah do Tum jahaan kahogi wahin pe milunga Main yaqeen hoon tere saath hi rahunga Tera hoke, tera banke Tum ho toh main hounga Rehni zaroorat teri Chaahe bolo ya na bolo Tum toh rahogi meri Tum toh rahogi meri Tum toh rahogi meri Tum toh rahogi, tum to rahogi meri Tum to rahogi Hmm... Bollylyricsworld

Sun Meri Shehzadi

Sun Meri Shehzadi | love Story Song| New famous Song 2020 | Fall In Love - Lyrics Singer Kumar Sanu, Alka Yagnik Music Nadeem Shravan Song Writer Sameer Lyrics Sun meri shehzaadi Main hoon tera shehzada Sun meri shehzaadi Main hoon tera shehzada Baahon mein leke tujhe Main karta hoon vaada Aye jan-e-tamanna meri Main khake kasam teri Yeh karta hoon ikaraar Marr bhi gaya toh main tujhe Karta rahunga pyar Sapana samajhke bhul na jana O dilwale saath nibhana Saath nibhana dildaar Saaton janam mein tere Main saath rahunga yaar Marr bhi gaya toh main tujhe Karta rahunga pyar Ehsaas nahi tujhko Main pyar karu kitna Ehsaas nahi tujhko Main pyar karu kitna Kar dungi tujhe paagal Chahungi sanam itana Daaman na kabhi chhute Tode na kabhi tuute Jo rishta jude ek baar Marr bhi gaya toh main Tujhe karta rahunga pyar Sapana samajhke bhul na jana O dilwale saath nibhana Saath nibhana dildaar Saaton janam mein tere Main saath rahunga yaar Mar...